Jab se uljhe nainwa song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jab se uljhe nainwa lutgaya
Man ka chainwa
Jab se uljhe nainwa lutgaya
Man ka chainwa
Katu mein to sajan tujh bin
Tare gin gin rainwa
Katu mein to sajan tujh bin
Tare gin gin rainwa
Hoye jab se uljhe nainwa


Meri chal najakat wali
Rang gora zulfen kali
Meri chal najakat wali
Rang gora zulfen kali
Kansin mein umariya
Bali anjaan bholi bhali
Kansin mein umariya
Bali anjaan bholi bhali
Janu kya mein samjhu
Kya mein pyar ke mithe
Bainwa
Jab se uljhe nainwa


Tar chid gaye tar chhid gaye
Sajan man bina ke
Din mein raat mein
Baat baat mein man
Humar yu bole
Din mein raat mein
Baat baat mein man
Humar yu bole
Hum hai tumhare
Tum ho humare
Hum hai tumhare
Dole bole aaj dil humara
Dole bole aaj dil humara
Jaane kaisa jadu kar gaye
Tore zulmi nainwa
Jaane kaisa jadu kar gaye
Tore zulmi nainwa
Jab se uljhe nainwa lutgaya
Man ka chainwa
Hoye jab se uljhe nainwa.