Gar ye zameen nahin song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Gar ye zameen nahin ee
Gar ye zameen nahin
Wo mera aasmaan to hai ae
Mera aasmaan to hai ae
Ye kya hai kam ke koi ee
Ye kya hai kam ke koi ee
Mera meharbaan to hai ae
Mera meharbaan to hai ae
Gar ye zameen nahin


Manzil miley miley na miley
Iska gham nahin een
Manzil miley miley na miley
Iska gham nahin een
Mujhe iska gham nahin ee
Manzil ki justaju mein
Mera kaarvaan to hai
Mera kaarvaan to hai
Mera kaarvaan to hai ae
Gar ye zameen nahin


Ae maadre watan
Na yoon toofaan e gham se darr arr
Ae maadre watan
Na yoon toofaan e gham se darr
Na toofaan e gham se darr aar
Qurbaan tere liye ae
Qurbaan tere liye
Tera har naujawaan to hai ae
Har naujawaan to hai
Har naujawaan to hai ae
Gar ye zameen nahin
Wo mera aasmaan to hai ae
Mera aasmaan to hai ae
Ye kya hai kam ke koi ee
Ye kya hai kam ke koi ee
Mera meharbaan to hai ae
Mera meharbaan to hai ae
Gar ye zameen nahin.

More songs from Hamare Gam Se Mat Khelo (1967)