Tumne mujhse prem jataa kar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tumne mujhse prem jataa kar
Tumne mujhse prem jata kar
Duniya se begana kiya
Duniya se begana kiya
Dil tha ek sukh dukh ka saathi
Dil tha ek sukh dukh ka saathi
Uss ko bhi deewana kiya
Uss ko bhi deewana kiya
Tumne mujhse prem jataa kar
Duniya se begana kiya


Dil ka shisha naazuk shisha
Dil ka shisha naazuk shisha
Thhes lagi bas choor huwa
Thhes lagi bas choor huwa
Beeti jo kuchh mujh par beeti
Beeti jo kuchh mujh par beeti
Logo ne afsana kiya
Logo ne afsana kiya
Tumne mujhse prem jataa kar
Duniya se begana kiya


Tumse jo uss din aankh lagi
Ab tak na hamari aankh lagi
Tumse jo uss din aankh lagi
Ab tak na hamari aankh lagi
Dard ka sauda mol liya
Dard ka sauda mol liya
Sukh chain tumhe nazrana kiya
Sukh chain tumhe nazrana kiya
Tumne aye mujhse prem jataa kar
Duniya se begana kiya
Duniya se begana kiya.