Do kadam aur song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe jamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe jamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga


Are sona pighlega
Aur chandi barsegi
Chune ko kadam apne
Khud manzil tarsegi
Hai aaj agar auro ka
Kal apna zamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga


Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe jamana hoga
Daman me hamare ek din
Dunia ka khazana hoga


Baaho mein chand hoga
Aur rah mein sitare
Baaho mein chand hoga
Aur rah mein sitare
Ummido ki wo duniya
Ab dur nahi pyare
Khusiyo ki jawa rato ka
Har khwab suhana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe zamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe zamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga.