Jab se mili tujhse song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jab se mili tujhse nazar
Betab hai dil bechain jigar
Aye jaane tamanna dekh idhar
Hum khade idhar tera dyan
Kidar tera dyan kidar hai
Tere dar pe khada hai deewana
Tera deewana tera mastana


Liye nazar mein dil ka nazrana
Mat samjh ki yeh hai begana
Mat samjh ki hai begana
Tere dar pe khada hai deewana
Tera deewana tera mastana


Khula raj dil par badha hi yeh pyara
Chamkane ko hai meri kismat ka tara
Banuga mein sultan tu malika banegi
Zamane par raaz hoga
Humara samjhi esara
Tere dar pe khada hai deewana
Tera deewana tera mastana


Liye nazar mein dil ka nazrana
Mat samjh ki yeh hai begana
Mat samjh ki hai begana
Tere dar pe khada hai deewana
Tera deewana tera mastana


Ek nazar to mujh par dal
Mein kar du lakh kmal
Kaho hind se ladu sari
Ya chin se ladu sal
Are japan ka logi juta
Ya eglish logi mal
Kahe yeh man ka lal
Ajab hai sal bura hai hal
Meri sarkar nazar to dal
Naya hai sal mite janjal
Na kar behal gale yeh dal
Dal dal dal dal dal dal
Idhar hai tera deewana
Tere dar pe khada hai deewana
Tera deewana tera mastana.

More songs from Sun To Le Hasina (1958)