Din hain kushi ke song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ye din, din hain kushi ke
Ye din, din hain kushi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din, din hain kushi ke
Ye din, din hain kushi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din


Ye hai suhana samaa pyaar ka
Saari zindagi mein aitabaar ka
Ye hai suhana samaa pyaar ka
Saari zindagi mein aitabaar ka
Sun le soor ye baansuri ke
Sun le soor ye baansuri ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din


Bite jo yun hi intazaar mein
Phir kya maza hai is bahaar mein
Bite jo yun hi intazaar mein
Phir kya maza hai is bahaar mein
Ye pal haay bekasi ke
Ye pal haay bekasi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din


Main saaz tu meri aawaaz hai
Tu meri zindagi ka raaz hai
Main saaz tu meri aawaaz hai
Tu meri zindagi ka raaz hai
Kuchh din kya karenge ji ke
Kuchh din kya karenge ji ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din, din hain kushi ke
Ye din, din hain kushi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din.