Dil ka sahara na tut na jaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prem Narayan Arora , R.N. Chopra. This song was released on 01 Jan 2018.
Nazar aati hai kuch bigdi hui
Halat zamane ki
Kahi humko na mil jaye
Saja dil ke lagane ki


Dil ka sahara tut na jaye
Ban ke nasiba phut na jaye
Ban ke nasiba phut na jaye
Dil ka sahara tut na jaye


Badla hua hai rang jaha ka
Rang jaha ka
Badla hua hai rang jaha ka
Hath se daman chut na jaye
Dil ka sahara tut na jaye


Hai ye zamana pyar ka dushman
Pyar ka dushman
Hai ye zamana pyar ka dushman
Meri khushi ko lut na jaye
Dil ka sahara tut na jaye


Humne kisi se pyar kiya hai
Pyar kiya hai
Hamne kisi se pyar kiya hai
Hamse duniya ruth na jaye
Dil ka sahara tut na jaye.