Dekha Tujhe To Dil Gane Laga Lyrics - Teesra Kaun? | Mithun Chakraborty | Somi Ali | Chunky Pandey | Bali Brahmbhatt | Suneeta Rao
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dekha tujhe to dil gane laga song is from Teesra Kaun? (1994) and it is sung by Bali Brahmbhatt and Suneeta Rao.It stars Mithun Chakraborty, Somi Ali and Chunky Pandey in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand Milind. It is produced by N.N. Sippy. This song was released on 23 Dec 1994.
Lyrics
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na
Aa yaha deewani aaja
Jhumti deewani aaja
Pyar ki kahani aaja
Aa yaha deewani aaja
Jhumti deewani aaja
Pyar ki kahani aaja
Maine kahi dekhi nahi
Aisi hasi katil ada
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na
Husn ki panaho mein hai
Pyar ki sadao mein hai
Tu meri nigaho mein hai
Pyar ki sadao mein hai
Tu meri nigaho mein hai
Tere liye aayi hu main
Mere liye teri wafa
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
O jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na.