kitane dinon ke baad mile ho Lyrics - Govinda | Asha Parekh | Sanjay Dutt | Kumar Sanu | Alka Yagnik
1995
Lyrics
kitane dinon ke baad mile ho zaraa bataa_o mujhe sanam -2
itane din tum kahaan rahe -2
kitane dinon ke baad mile ho puuchh rahaa hai ye mausam -2
itane din tum kahaan rahe -2
ek din bhii aisaa na gayaa maine tujhe yaad na kiyaa ho -2
ek pal aisaa na rahaa jo maine teraa dard na liyaa ho
ab mujhase duur na jaanaa
kitane dinon ke baad
kitane dinon ke baad
merii to subah aur shaam tere intazaar men katii hain
tanhaa judaa_ii kii ghadii tere hasiin pyaar men katii hai
saathiyaa phir mujhe na yuun tadapaanaa