Teesra kaun (title) song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.N. Sippy. This song was released on 23 Dec 1994.
Isko pata na usko khabar
Dhund rahi jise sabki nazar
Isko pata na usko khabar
Dhund rahi jise sabki nazar
Na main na tu to hai
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun


Isko pata na usko khabar
Dhund rahi jise sabki nazar
Na mai na tu to hai
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun


Puch rahe sab naam hai kya
Koi na jane uska pata
Puch rahe sab naam hai kya
Koi na jane uska pata
Jiski talash me sara sahar
Dhund rahi jise sabki nazar
Na mai na tu to hai
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun


Gunj rahi ek aahat si
Dilo me hai ghabrahat si
Gunj rahi ek aahat si
Dilo me hai ghabrahat si
Har insan ko jisse hai dar
Dhunud rahi jise sabki nazar
Na main na tu to hai
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun


Jane kaha kab aayega
Koi sitam kar jayega
Jane kaha kab aayega
Koi sitam kar jayega
Pal me badal dega manzar
Dhund rahi jise sabki nazar
Na main na tu to hai
Na main na tu to hai
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun
Teesra kaun teesra kaun.