Zamana ruke par song is from and it is sung by , , , .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vivek Vasvani. This song was released on 01 Jan 1999.
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho
Yahin aaj ke din sab ki duaa
Ki sao saal tak tum jawaa raho
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho


Dil ke zarukhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan bana kar
Rakhunga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas
Dil ke zarukhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan bana kar
Rakhunga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas
Mat ho meri jaan udaas


Bhavare ki ghunjan hain meri dil
Kab se sambhale rakha hain dil
Tere liye tere liye tere liye tere liye
Bhavare ki ghunjan hain meri dil
Kab se sambhale rakha hain dil
Tere liye tere liye tere liye tere liye


Pukaarta chala hoon mein
Gali gali bahaar ki
Bas ek chaanv jhulf ki
Bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hoon mein
Pukaarta chala hoon mein


Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho
Yahin aaj ke din sab ki duaa
Ki sao saal tak tum jawaa raho
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho
Zamana ruke par ravaa tum raho
Wahin zindagi ho jahan tum raho


Geet gaata hoon main ghungunata hoon main
Maine hasne ka waada kiya thaa kabhi
Iss liye ab sadaa mushkurata hoon main
Iss liye ab sadaa mushkurata hoon main


Deeye jhalaye pyaar ke
Chalo isi khushi mein
Baras beeta ke aayi hain
Ye shayaam zindagi mein
Deeye jhalaye pyaar ke
Chalo isi khushi mein
Baras beeta ke aayi hain
Ye shayaam zindagi mein
Ye shayaam zindagi mein


Zeena yahan marna yahan
Iske shiva jaana kahan
Zeena yahan marna yahan
Iske shiva jaana kahan
Jee chahein jab humko aawaz do
Hum hain wahin hum they jahan
Apne yahin dono jahan
Iske shiva jaana kahan la la la la la.