Aap ka pyaar sar aankhon par song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vivek Vasvani. This song was released on 01 Jan 1999.
Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par
Dil mein hain kyaa chehara tera
Aankhon mein kyaa sapna tera
Ye kehata hain mujhse mera dil deewana
Tu pehali tamann hain meri jaanam


Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par
Dil mein hain kyaa chehara tera
Aankhon mein kyaa sapna tera
Ye kehata hain mujhse mera dil deewana
Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par


Phool khile hain tere liye
Thandi si hawa jhoom ke chale
Hosh uddein hain tere liye
Ajeeb si agan dil mein jhale
Aaj ka mausam itana pyaar
Choom lunga badhake tujhe
Ye shararat tum na kar na
Lag raha hain dar samujhe
Tujhe paakar saara jahan mil gaya hain
Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par


Koi nahi hain teri tarah
Mujh mein bhala aisa hain kyaa
Chhaya hain mujh pe tera nasha
Dil ka kasoor pyaar ki khatta
Pyaar mein tere haal bura hain
So na paaya main raat bhar
Chinna aaye jeeya na jaaye
Badhata jaaye dard jigar
Dhadkata hain ye dil tera naam lekar
Tu pehali tamann hain meri jaanam


Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par
Dil mein hain kyaa chehara tera
Aankhon mein kyaa sapna tera
Ye kehata hain mujhse mera dil deewana
Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par
Aap ki mohabbat sar aankhon par.