Chup Tha Paani Lyrics - Gumshuda | Simone Singh | Raj Zutshi | Rajat Kapoor | Ronita De
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chup tha paani song is from Gumshuda (2010) and it is sung by Ronita De.It stars Simone Singh, Raj Zutshi, Rajat Kapoor, Rachna Shah in leading roles. This song is penned by Rakesh Kumar Tripathi and composed by Bickram Ghosh. It is produced by Sudhir D. Ahuja. This song was released on 27 Aug 2010.
Lyrics
Chup tha paani khamosh thi lahar
Ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwar
Chup tha paani khamosh thi lahar
Chup tha paani khamosh thi lahar
Ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwa
Ungali pakd ke mere mulla
Rasta bata de mere mulla
Ungali pakd ke mere mulla
Rasta bata de mere mulla
Khara ghana dal dal fas gaya hai kamal
Khara ghana dal dal fas gaya hai kamal
Kon kis ko roke keh de ruk ja sambal
Aane wale kal me bita pal kyu mile
Khawabo ke rango me kyu khawaise ghule
Ungali pakd ke mere mulla
Rasta bata de mere mulla
Ungali pakd ke mere mulla
Rasta bata de mere mulla
Chup tha paani khamosh thi lahar
Chup tha paani khamosh thi lahar
Aage jane kya hai par ruke na kadam
Kyu aisa safar hai jo hota na khatam
Ladkhdate kadam le jayege kaha..
Raato ki shai ko kab milegi subha
Ungali pakd ke mere mulla
Rasta bata de mere mulla
Ungali pakd ke mere mulla
Rasta bata de mere mulla
Chup tha paani khamosh thi lahar
Chup tha paani khamosh thi lahar
Ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwa
Ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwa.