तांडव Taandav Lyrics - Saif Ali Khan | Sonakshi Sinha | Simone Singh | Saurabh Lokhande | Brijesh Shandilya
2020 Eros Now
About this song
- Singer: Kailash Kher, Brijesh Shandilya
- Additional Vocal: Saurabh Lokhande
- Music: Samira Koppikar
- Lyrics: Puneet Sharma
- Music Programming: Saurabh Lokhande
- Music Arrangements: Samira Koppikar, Saurabh Lokhande, Jonathan Rebeiro
- Percussions: Sanket Naik
- Stringed Ethnic Instruments: Tapas Roy
- Flutes: Paras Nath
- Mixed & Mastered by: Shadab Rayeen, New Edge – Mumbai Assisted by Abhishek Sortey & Dhananjay Khapekar
- Brijesh’s Vocals: Rahul Sharma at AMV Studios Assisted by Samir Dharap
- Movie: Laal Kaptaan
- Starring: Saif Ali Khan, Manav Vij, Zoya Hussain, Deepak Dobriyal & Simone Singh
- Directed by: Navdeep Singh
- Music by: Samira Koppikar
Lyrics
Shor hai andher mein
Jo dher murda pedon ka
Sulag gaya, jhulas gaya
Lo jwala jwala aag hai
Kaath hi ke dher mein
Woh pher jeev janm ka
Lo jal gaya dhuaan hua
Lo swaha swaha raakh hai
Jo dher murda pedon ka
Sulag gaya, jhulas gaya
Lo jwala jwala aag hai
Kaath hi ke dher mein
Woh pher jeev janm ka
Lo jal gaya dhuaan hua
Lo swaha swaha raakh hai
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Mastakon mein maaya maaya
Chat chatakati
Khat khatakati
Bhat bhatakati naachti
Chhatiyon mein traahi traahi
Dhan-dhankati
Jhan-jhanakati
Ek sulagati traasdi
Chat chatakati
Khat khatakati
Bhat bhatakati naachti
Chhatiyon mein traahi traahi
Dhan-dhankati
Jhan-jhanakati
Ek sulagati traasdi
Yojnaayein Yam banata
Kaal daude tamtamata
Antriksh sab samay ke
Damaruon ko damdamata
Kaal daude tamtamata
Antriksh sab samay ke
Damaruon ko damdamata
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
O..
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh..
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh..
O ho…
Surya ke jo turya the
Baj rahe dhara pe hain
Rund mund jhund se ye dab rahi dhara
Manthano ko chooste neele neele honth hain
Sau sau jwaar phoonkti hain sarp si bhuja
Baj rahe dhara pe hain
Rund mund jhund se ye dab rahi dhara
Manthano ko chooste neele neele honth hain
Sau sau jwaar phoonkti hain sarp si bhuja
Shor hai andher mein
Jo dher murda pedon ka
Sulag gaya, jhulas gaya
Lo jwala jwala aag hai
Kaath ke hi dher mein
Woh pher jeev janm ka
Lo jal gaya dhuaan hua
Lo swaha swaha raakh hai
Jo dher murda pedon ka
Sulag gaya, jhulas gaya
Lo jwala jwala aag hai
Kaath ke hi dher mein
Woh pher jeev janm ka
Lo jal gaya dhuaan hua
Lo swaha swaha raakh hai
Damaruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
O…
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
Krodh naache krudh krudh
Damruon ko damdamata
Krodh naache krudh krudh
O ho…