Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal haiKaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal haiGol gol duniya meinGol gol sadiyon se chal rahiWoh ek hi mashaal haiKaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal haiKaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal haiAadmi toh bandar saBanke par sikandar saAadmi toh bandar sa, banke par Sikandar saNeetiyon ka dambh roz bharta haiPal mein ek peedhi haiUmra ek seedhi haiChadhta roz roz hi phisalta haiPar aham mein jeeta haiKis vaham mein jeeta haiRakt mein kyun uske ye ubaal haiKaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal hai
Kaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal haiKhatm na hoti hai teri ye laalsaJaane ka samay tu bhale hai taaltaKarega kya murjhati iss khaal kaBas mein na hai sab khel hai kaal kaSaaya hai kaal ka saare bramhaand meinTeer vinash ka uske kamaan meinDeta woh bhar hai saansein wo praan meinPratyaksh khada hai uske pramaan meinWo ajar hai, wo amar haiWo anaadi ant haiGranth saare, dharm saareUska hi shadyantra haiGada hai chaatiyon mein…Samay ka shool haiUsko bhoolna, bhool hai, bhool hai..Sab isi ke maare haiSab isi se haare haiIsko jeet le wo mahakaal haiKaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal haiKaal kaal, kaal kaal, jo sapaat chal rahaWo Kaal kaal, kaal kaal hai.