Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa Lyrics - Achint Kaur | Divya Dutta | Lucky Ali | Sunidhi Chauhan

2002

Lyrics

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Dekhoon chaahe jisko
Kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main
Tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa.