Ghar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayiAur hai kohare ki woh chaadar khidakiyon pe khadi muskaayiGhar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayiHai hawa ke sang udati kuchh phuhaare titaliyon siAake baithi mere dar pe jaise woh kuchh kehane aayiGhar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayiAur hai kohare ki woh chaadar khidakiyon pe khadi muskaayiSard raaton mein thikak kar baithe baahar raaston parSard raaton mein thikak kar baithe baahar raaston parPuchati hai aate jaate logo se yeh kuchh ghabraayeBaadalon mein kho chuki kuchh gaal par rakh kar hatheliApani hi bundon ki ladiyon mein khadi hai woh akeliBheega tan hai, nam hai aankhein phir bhi hasati khilkhilaake
Mere ghar mein haste gaate jaise hai woh rehane aayeHai hawa ke sang udati kuchh phuhaare titaliyon siAake baithi mere dar pe jaise woh kuchh kehane aayiGhar mein bajati dhun ko sunkar chham se kudi baarish aayiYaadon ki lekar khajaane, aayi sabko yeh manaanePochati hai gile haathon se meri bheege sisaaneYaadon ki lekar khajaane, aayi sabko yeh manaanePochati hai gile haathon se meri bheege sisaaneSabko bhulaake na jaane yeh jaaye kahaanKhojati hai sabaki aankhein, kaun aaya tha yahaan peSabka mann woh bharne aayiAur hai kohare ki woh chaadar khidakiyon pe khadi muskaayiAake baithi mere dar pe jaise woh kuchh kehane aayi.