Mann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, SinghamNa agan jale na magan jaleBas kehar chale jab aawe, SinghamBuron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaayeBhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaayeNa kisi se yeh kam, bada iss mein hai dumNar Singh hai yeh SinghamMann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, SinghamNa agan jale na magan jaleBas kehar chale jab aawe, SinghamDil toh saccha hai, iss dil mein rakh loonSapna accha hai palkon se dhakloDil-vil se toh hai yeh ik baccha, sharaarat karta hi phireAgar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mileTaaza hai hawa ka yeh jhoka, yahan wahan behta hi phireAgar kabhi isska raasta roka, toofan sar chadeBuron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaayeNa kisi se yeh kam, bada iss mein hai dumNar Singh hai yeh SinghamMann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, SinghamYeh na satka hai, raste se kathorTagda jhatka hai, dum hai toh chakh loAtrangi hai josh mein chaltaBahoon mein bijli si chaleBisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa mileyJaise koi sher sehra mein chaltaSaara jag raundta chaleYaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhideBuron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaayeBhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaayeNa kisi se yeh kam, bada iss mein hai dumNar Singh hai yeh SinghamMann bhanwar uthe, tann sihar utheJab khabar uthe ke aawe, Singham