Aaj shab jo chaand ne hai roothane ki thaan liGardishon mein hai sitaare baat hamane maan liAndheri syaah jindagi ko sujhati nahi galiKe aaj haath thaamlo ik haath ki kami khaliKyun khoye khoye chaand ki firaaq mein, talaash mein, udaas hai dilKyun apane aap se khafa khafa jara jara saa naaraaj hai dilYeh manjilein bhi khudahi tay kare,Yeh faasalein bhi khudhi tay kareKyun toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dilKyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dilZindagi sawaalon ke jawaab dhudhnein chaliJawaab mein sawaalon ki ik lambi si ladi miliSawaal hi sawaal hain sujhti nahi galiKe aaj haath thaamlo ik haath ki kami khaliJi mein aata hai murda sitaare noch loonIdhar bhi noch loon, udhar bhi noch loonEk do ka jikr kya, main saare noch loonMain saare noch loonIdhar bhi noch loon, udhar bhi noch loonSitaare noch loon, main saare noch loonIdhar bhi noch loon, udhar bhi noch loonSitaare noch loon, main saare noch loonKyun tu aaj itna vehshi hai, mijaaj mein majaaj hai ai gam-e-dil
Kyun apane aap se khafa khafa jara jara saa naaraaj hai dilYeh manjilein bhi khudahi tay kare, yeh faasalein bhi khudhi tay kareKyu to rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dilKyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dilDil ko samajhaana, keh do kya aasaan haiDil ko fitrat se sunlo na, beimaan haiYeh khush nahi jo mila, bas maangata hi hai chalaJaanata hai, har lagi ka dard hi hai bas ik silaJab kabhi yeh dil laga, dard hi hamein milaDil ki har lagi ka sunlo, dard hi hai ik silaJab kabhi yeh dil laga, dard hi hamein milaDil ki har lagi ka sunlo, dard hi hai ik silaKyun naye naye se dard ki firaaq mein talaash mein udaas hai dilKyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dilYeh manzilein bhi khudahi tay kare,Yeh faasalein bhi khudhi tay kareKyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dilKyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dilKyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dilYeh manzilein bhi khudahi tay kare,Yeh faasalein bhi khudhi tay kareKyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dilKyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil