Khoya khoya chand (title) song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Jha. This song was released on 07 Dec 2007.
Aaj shab jo chaand ne
Hai roothane ki thaan li
Gardishon mein hai sitaare
Baat hamane maan li
Andheri syaah jindagi
Ko sujhati nahi gali
Ke aaj haath thaamlo
Ik haath ki kami kali
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki
Firaaq mein talaash mein udaas hai dil


Jindagi sawaalon ke jawaab dhudnein chali
Jawaab mein sawaalon ki ik lambi si ladi mili
Sawaal hi sawaal hain sujhti nahi gali
Ke aaj haath thaamlo ik haath ki kami kali
Ji mein aata hai murda sitaare noch loon
Idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon
Ek dhoka  jikr kya main saare noch loon
Main saare noch loon
Idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon
Sitaare noch loon main saare noch loon
Idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon
Sitaare noch loon main saare noch loon
Kyun tu aaj itna vaishi hai mijaaj
Mein majaaj hai ai gam e dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil


Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Dil ko samajhaana
Keh do kya aasaan hai
Dil ko fitrat se sunlo
Na beimaan hai
Yeh khush nahi jo mila
Bas maangata hi hai chala
Jaanata hai har lagi ka
Dard hi hai bas ik sila
Jab kabhi yeh dil laga
Dard hi hamein mila
Dil ki har lagi ka sunlo
Dard hi hai ik sila
Jab kabhi yeh dil laga
Dard hi hamein mila
Dil ki har lagi ka
Sunlo dard hi hai ik sila
Kyun naye naye se dard ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare


Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil.