Chale aao saiyan song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Jha. This song was released on 07 Dec 2007.
Chale aao saiyaan paru
Main tohri paiyaan
Paru main tohri
Paiyaan chale aao saiyaan


Chale aao saiyaan paru
Main tohri paiyaan
Paru main tohri paiyaan
Diye ki main baati
Jal jal main mari aa
Jal jal main mari aa
Chale aao saiyaan


Humko raajaaji saiyaanji
Aji nind nahi aaye
Tum baithe kothi pe
Bangale pe mehfil sajaaye
Haay meri suatan
Pe gaanj gir jaaye
Haay meri saiyaan
Pe aanch nahi aaye
Salwat dar salwat dar
Salwat se jariya na bhaaye
Karwat dar karwat ha
Karwat birha sataaye
Birha sataaye birha sataaye
Birha ho birha sataaye saiyaan


Chale aao saiyaan padu
Main tohri paiyaan
Padu main tohri paiyaan
Diye ki main baati
Jal jal main mari aa
Jal jal main mari aa
Chale aao saiyaan
Chale aao saiyaan
Chale aao saiyaan


Jhumaka mera tika mera
Kangana sautaniya ko bhaaye
Meri chunar meri mundar
Meri paayal bairan liye jaaye
Haay meri suatan pe gaanj gir jaaye
Haay meri saiyaan pe aanch nahi aaye
Barbas ha barbas ha barbas
Yeh nain chhlak jaaye
Bebas ha bebas ha bebas
Hum kaho kaha jaaye
Barbas ha barbas ha barbas
Yeh nain chhlak jaaye
Bebas ha bebas ha bebas
Hum kaho kaha jaaye.