LyricsTashan

Khushboo Sa Lyrics - Khoya Khoya Chand | Soha Ali Khan | Shiney Ahuja | Sushmita Mukherjee | Hamsika Iyer

in Movies

Watch the Video

Song Information

Khushboo sa song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Jha. This song was released on 07 Dec 2007.

Lyrics

Khushboo sa woh meri
Saason mein bas jaayega
Ek nasha sa banke meri
Zindagi pe chha jaayega
Karun intzaar mera
Yaar kab aayega
Yaadon mein woh rootha tha
Khwaabon mein maan jaayega
Bujh gayi hai shama
Aake phir jalaayega
Kab talak mere bin
Kaho use raha jaayega
Ha ha husn pe ho yakin
Toh ishq dagmagaayega
Karun intzaar mera
Yaar kab aayega
Woh julmi sitamgar
Kab pachhtaayega
Yaadon mein woh rootha tha
Khwaabon mein maan jaayega


Aaja aaja woh deewaane aaja
Ek duje mein kho jaaye hum
Duniya mein jitne ghum hai pyaare
Hai sabse pyaara muhabbat ka ghum
Zindagi bewafa aaj hai kal nahi
Raat jo dhal gayi tum
Nahi aur hum bhi nahi
Ha ha husn pe ho yakin
Toh ishq dagmagaayega
Karun intzaar mera
Yaar kab aayega
Woh julmi sitamgar
Kab pachhtaayega
Yaadon mein woh rootha tha
Khwaabon mein maan jaayega.

Related Songs

More songs from Khoya Khoya Chand (2007)
More songs of Soha Ali Khan
More songs of Shiney Ahuja
More songs of Sushmita Mukherjee
More songs of Hamsika Iyer