Choron Ki Baaraat (Title) Lyrics - Choron Ki Baaraat | Jeevan | Jagdeep | Ajit | Anwar Hussain | Jaspal Singh
in Movies
Watch the Video
Song Information
Choron ki baaraat (title) song is from Choron Ki Baaraat (1980) and it is sung by Anwar Hussain, Jaspal Singh and Prabodh Chandra Dey (Manna Dey).It stars Jeevan, Jagdeep, Ajit, Shatrughan Sinha in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by N/A. It is produced by Salim A. Calcuttawala, A.K. Nadiadwala. This song was released on 23 May 1980.
Lyrics
Yar daga de gaya ho yar daga de gaya
Dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Chod gaya sath
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Chod gaya sath
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Har gali me dhundte har gali se puchte
Mil gaya koi nisha hum chale aaye yaha
Dur thi manjl badi rah thi muskil badi
Fir se sambhalte rahe hum magar chalte rahe
Ye bharosha tha hame tha hame
Itna pata tha hame tha hame
Hum rahe jinda agar aaj ho ya kal magar
Are hogi mulakat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya
Wade sabhi tod ke apna shahar chod ke
Wo basa pardesh me ek naye desh pe
Hamne bhi choda watan
Bandh ke sar pe kafan
Wo nahi ya hum nahi
Hum kisi se kam nahi
Hum kisi se kam nahi
Dekhiye suniye janab kya tabiyat hai kharab
Kisliye ye berukhi bat nahi aapki
Re logo ki hai bat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya
Bewafa wo bewafa wo hai to kya
Hum to nahi bewafa
Bewafa wo hai to kya
Hum to nahi bewafa
Hum purai doshti
Hum purai doshti todte kaise aji
Hum purai doshti todte kaise aji
Jan denge sath hi hamne khai thi kasam
Bewafa wo bewafa wo hai to kya
Hum to nahi bewafa
Wo bewafa wo hai to kya
Hum to nahi bewafa
Ye sitam ho kisliye kisliye
Wo akela kyu jiye kyu jiye
Kis tarah hogi bhala phul se khusbu juda
Kis tarah hogi bhala phul se khusbu juda
Aaj ka din khas hai dur thi ab paas hai
Ye milan ki rat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Aage aage dulha re piche choro ki barat
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya dulhan ko le gaya
Yaar daga de gaya.