Karte They Wo Salaam Lyrics - Anwar | Anuradha Paudwal | Anwar Hussain

1995

Lyrics

Karte they wo salaam
Abhi kal ki baat hain
Milate they subaho shaam
Abhi kal ki baat hain
Karte they wo salaam
Abhi kal ki baat hain
Milate they subaho shaam
Abhi kal ki baat hain
Karte they wo salaam
Abhi kal ki baat hain

Tanhaai o mein mujhko
Bulate the raat din
Tanhaai o mein mujhko
Bulate the raat din
Bulate the raat din
Likhate the woh payaam
Abhi kal ki baat hain
Likhate the woh payaam
Abhi kal ki baat hain
Milate they subaho shaam
Abhi kal ki baat hain
Karte they wo salaam
Abhi kal ki baat hain

Dolat ki raah paate hi
Magroor ho gaye
Dolat ki raah paate hi
Magroor ho gaye
Lete they mera naam
Abhi kal ki baat hain
Lete they mera naam
Abhi kal ki baat hain
Milate they subaho shaam
Abhi kal ki baat hain
Karte they wo salaam
Abhi kal ki baat hain.