Chhoti Umar Mein Lyrics - Ashok Kumar | Sanjeev Kumar | Rakesh Roshan | Kishore Kumar

1975

Lyrics

Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the
Jeda muh mode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the, jeda muh mode
Jeda muh mode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the, jeda muh mode
Jeda muh mode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the ho ho

Ab gusse se kaam na lena
Bedardi ka naam na lena
Ab gusse se kaam na lena
Bedardi ka naam na lena
Par ko ye ilzam na lena
Haye aise dukh mein baithe kisi ka
Jeda dil tode, jeda dil tode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the ho ho.