Yeh Mausam Aaya Hai Lyrics - Rekha | Ashok Kumar | Sanjeev Kumar | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar

1975

Lyrics

Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Yeh mausam aaya hai kitne saalon mein
Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Kaliyon ke chehre nikhar gaye hain
Kaliyon ke chehre nikhar gaye hain
Phoolon ke sehre bikhar gaye hain
Sab khushboo bas gayi hai
In reshmi shabnami baalon mein
Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aankhon ka milna khoob raha hai
Aankhon ka milna khoob raha hai
Yeh dil deewana doob raha hai
Matwale nainon ke in sharbati nargisi gaalon mein
Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Yeh mausam aaya hai kitne saalon mein
Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Kehna nahi tha, kehna pada hai
Kehna nahi tha, kehna pada hai
Pyar ka jaadoo sabse bada hai
Mera dil na jaaye is pyar ki madbhari chaalon mein
Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Yeh mausam aaya hai kitne saalon mein
Aaja kho jaayein khwaabon khayalon mein
Aaja ke kho jaayein khwaabon khayalon mein
Khwaabon khayalon mein
Khwaabon khayalon mein
Khwaabon khayalon mein