Pyar ka saaz bhi haiDil ki awaaz bhi haiMere geeton mein tum hi tum hoMujhe naaz bhi haiChheda mere dil ne tarana tere pyar kaJisne suna kho gaya, poora nasha ho gayaChheda mere dil ne tarana tere pyaar kaJisne suna kho gaya, poora nasha ho gayaChheda mere dil ne tarana tere pyaar kaAankhein bani paimane, dil huye mastaneRaahein badi matwali, aane lage deewaneAankhein bani paimane, o dil huye mastaneRaahein badi matwali, aane lage deewaneMila mere geet mein fasana tere pyar kaMila mere geet mein fasana tere pyar kaJisne suna kho gaya, poora nasha ho gayaChheda mere dil ne tarana tere pyaar ka
Gesu bane zanjeerein, kaid huyi taqdeereinNaach rahi hain jawaniyan, jaise teri tasveereinGesu bane zanjeerein, kaid huyi taqdeereinNaach rahi hain jawaniyan, jaise teri tasveereinHaaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar kaHaaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar kaJisne suna kho gaya, poora nasha ho gayaChheda mere dil ne tarana tere pyaar kaBhole bhaale kaatil, o jeena kar diya mushkilJab bhi tu sharmayi, dil hua mera bismilBhole bhaale kaatil, o jeena kar diya mushkilJab bhi tu sharmayi, dil hua mera bismilKhaali nahin jaata nishana tere pyar kaO khaali nahin jaata nishana tere pyar kaMilne tujhe jo gaya, zakmi wohi ho gayaChheda mere dil ne tarana tere pyaar kaJisne suna kho gaya, poora nasha ho gayaChheda mere dil ne tarana tere pyaar ka