Aapki Inayate Lyrics - Johnny Walker | Sadhana | Bindu | Lata Mangeshkar

1975

Lyrics

Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum

Ek bhujhe
Shama ki tarha
Tha jo dil mera
Devta ki aarti
Ka ban gaya diya
Ek bhujhe
Shama ki tarha
Tha jo dil mera
Devta ki aarti
Ka ban gaya diya
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum

Iltza yahi hai
Dile bekarar ke
Todna na dor
Kabhi mere pyar ki
Iltza yahi hai
Dile bekarar ke
Todna na dor
Kabhi mere pyar ki
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum
Aapki inayate
Aapke karam
Aap hi bataye
Kaise bhulenge hum.