Tum tum tarara, tum tum taram x 4Tum tum taram, tum tum taramDuniya ke hain lakh dharam par apna ek karamChana jor garamChana jor garam babu main laayi mazedarChana jor garamChana jor garam babu main laya mazedarChana jor garamMera chana bana hai aalaJismein dala garam masalaIsko khaayega dilwala chana jor garamMera chana kha gaya goraMera chana kha gaya goraKha ke ban gaya tagda ghodaMaine pakad ke use marodaMaar ke tangdi usko toda chana jor garamChana jor garam babu main laya mazedarChana jor garamMere chane ki aankh sharabiSharabi, chane ki aankh sharabiHo iske dekho gaal gulabiGulabi, dekho gaal gulabiHo iska koi nahi jawabi, iska koi nahi jawabiJaise koi kudi Punjabi, jaise koi kudi PunjabiNache chhanan chhananNache chhanan chhananKothe chadhke tainu pukaraSunle mere balam chana jor garamChana jor garam babu main laayi mazedarMera chana kha gaye goreGore, chana kha gaye goreHo gore jo ginti mein hain thodeHo phir bhi maare humko kodePhir bhi maare humko kodeTum tum taram taram, tum tum taram taramLakhon kode toorte phir bhi toota na dumkhamChana jor garamChana jor garam babu main laya mazedarChana jor garamChana jor garam babu main laya mazedar
Chana jor garamChana jor garam, chana jor garamChana jor garam, chana jor garamChana jor garam, chana jor garamMera chana hai apni marzi kaMarzi ka bhai marzi kaMera chana hai apni marzi kaMarzi ka bhai marzi kaYeh dushman hai khudgarzi kaKhudgarzi ka, khudgarzi kaSar kafan bandh ke nikla haiDeewana hai yeh pagla haiMera chana hai apni marzi kaMarzi ka bhai marzi kaApnon se naata jodegaGairon ke sar ko phodegaApna yeh vachan nibhayegaMaati ka karz chukayegaChana hai apni marzi kaMarzi ka bhai marzi kaMit jaane ko mit jaayegaAzaad watan kar jaayegaNa to chori hai, na to daaka haiBas yeh to ek dhamaka haiDhamake mein awaz bhi haiEk soz bhi hai, ek saaz bhi haiSamjho to baat yeh saaf bhi haiAur na samjho to raaz bhi haiApni dharti, apna hai gaganYeh mera hai, mera hai watanApni dharti, apna hai gaganYeh mera hai, mera hai watanIs par jo aankh uthayega zinda dafnaya jaayegaMera chana hai apni marzi kaMarzi ka bhai marzi kaYeh dushman hai khudgarzi kaKhudgarzi ka, khudgarzi kaMera chana hai apni marzi kaMarzi ka bhai marzi kaYeh dushman hai khudgarzi kaKhudgarzi ka, khudgarzi ka