Bombay Central Par Lyrics - Pathan | Mumtaz | Premnath | Niranajan Sharma | Asha Bhosle | Mahendra Kapoor
in Movies
Watch the Video
Song Information
Bombay central par song is from Pathan (1962) and it is sung by Asha Bhosle and Mahendra Kapoor.It stars Mumtaz, Premnath, Niranajan Sharma and Siddhu in leading roles. This song is penned by Bal Kishan Puri and composed by Lala Asar Sattar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Bombay central par
Gori tujh se nazar jo chaar hui
Charni road par sainyyaan
Tujh se meri taqraar hui
Marine lines pe jaa ke
Pyaar ka shola bhadkaa
Aur churchgate pe sainyyaan
Bade zor se dil mera dhadkaa
Hoye bombay central par
Hawaa ka jhonka aisa aaya
Pahunch gaye chowpaaty
Pyaar ki naiyya mein baithe
Aur ghadi do ghadi kaati
Hawaa ka jhonka aisa aaya
Pahunch gaye chowpaaty
Pyaar ki naiyya mein baithe
Aur ghadi do ghadi kaati
Mast nigaahen naach uthi
Aur khushiyon ki bharmaar huyi
Hoye bombay central par
Gori tujh se nazar jo chaar hui
Charni road par sainyyaan
Tujh se meri taqraar hui
Marine lines pe jaa ke
Pyaar ka shola bhadkaa
Aur churchgate pe sainyyaan
Bade zor se dil mera dhadkaa
Hoye bombay central par
Pakad ke p1 wahaan se phir hum
Pahunche hanging garden
Pakad ke p1 wahaan se phir hum
Pahunche hanging garden
Chehak rahi thi wahaan bulbulen
Mehak rahaa thaa gulshan
Mast nazaara dekh tabiyat
Baagh baagh sau baar huyi
Bombay central par
Gori tujh se nazar jo chaar hui
Charni road par sainyyaan
Tujh se meri taqraar hui
Marine lines pe jaa ke
Pyaar ka shola bhadkaa
Aur churchgate pe sainyyaan
Bade zor se dil mera dhadkaa
Hoye bombay central par
Khit pit khit pit karte karte
Pahunche india gate
Mast nazaara dekh wahaan ka
Bhar gaya apna pait
Khit pit khit pit karte karte
Pahunche india gate
Mast nazaara dekh wahaan ka
Bhar gaya apna pait
Taj mahal mein dinner khaayi
Duniya phir gulzar huyi
Bombay central par
Gori tujh se nazar jo chaar hui
Charni road par sainyyaan
Tujh se meri taqraar hui
Marine lines pe jaa ke
Pyaar ka shola bhadkaa
Aur churchgate pe sainyyaan
Bade zor se dil mera dhadkaa
Hoye bombay central par.