LyricsTashan

Jab Tak Khada Himalay Lyrics - Sati Vaishalini | Lalita Pawar | Sulochana | Kamal Kapoor | Mohammed Rafi

in Movies

Watch the Video

Song Information

Jab tak khada himalay song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Jab tak khada himalya hai
Jab tak ganga mein pani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani


Ek sati sita thi
Jiske naam ko kare parnam
Pati ki agya maan ke jiske
Choda ayodya dham
Garabh mein balak
Parbhu hi palak
Kaha kare vishram
Ban ko viyogan chali ramakar
Rom rom mein ram
Lagi bitane din kutiya mein
Vo mahalo ki rani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani.

Related Songs

More songs from Sati Vaishalini (1959)
More songs of Lalita Pawar
More songs of Sulochana
More songs of Kamal Kapoor
More songs of Mohammed Rafi