Dil ko samjha bujha ke Khudko ullu banaake Ullu seedha karta rehta hai
Jo ho toota nahi hai Tujhse rootha nahi hai Phir kyun aise dukhta rehta hai
Nakli dillase, farzi khullase Galti pe parde yeh daale
Hey Dekar yeh jhaanse, khudko hi phaanse Nuksaan mein dhoondhe munaafe
Bewakoofiyaan.. Bematlab, betuki se, Bekar si, buddhu si Bewajah, bewakoofiyaan..
Bewakoofian.. Bematlab, betuki se Bekar si, buddhu si Bewajah, bewakoofiyaan..
Para utraa nahi hai Bilkul sudhra nahi hai Muh ke bal yeh girta rehta hai Ab bhi bigda nahi hai Sab kuch bikhra nahi hai Muhn latka kyun phirta rehta hai Kitne dino se auron ko kose
Kaisi yeh zidd pe add gaya Koyi toh toke
Kam se kam roke Kab tak khudko dega yeh dhoke
Bewakoofiyaan.. Bematlab, betuki se Bekar si, buddhu si Bewajah, bewakoofiyaan..
Bewakoofiyaan.. Bematlab, betuki se Bekar si, buddhu si Bewajah, bewakoofian..
Hai nadan re, aasaan hai re In hisson ko toh jodna Kyun pareshan hai Na mushkil hai Maafi ke bol bolna
Aisi jhooti moothi Kyun tari hai maare Kya milega tu bata
Ab kya hissab khole Tu kya aana pe taule Kya khoya hai, kya haara
Bewakoofiyaan.. Bematlab, betuki se Bekar si, buddhu si Bewajah, bewakoofiaan..
Bewakoofiyaan.. Bematlab, betuki se Bekar si, buddhu si Bewajah, bewakoofiyaan..