Hey… Fikhron ki poochhon pe hai Pattakhon ki ladi Fitrat patang jaisi Aawara hai badi Hum mein to hi hai bachchu Aukat ainth ki Pangon se pange le lein Dikhayein hekadi
Saare chhichhoron ko Hum hi sikhaate hain Aishon ki kunji, likhaate, padhaate Noton ki baarish hai Sikke phuvaare hain Bheega hai sara jahaan…
Jebon mein bhare gulcharrey Rayeesi kare gulcharrey Show sha se bhare gulcharrey Tedi se udde gulcharrey Udde gulcharrey…
Hey Sapno ke poster waah bhai Din main bhi dikhte hain Satrangi packeton mein Market mein bikte hain Apna bas chale toh hum Bhari sea fail pe
Chanda taare na chode Woh bhi kharid le Betuki baaton ki Tuk hum bana lenge Hum toh ji ghum ki bhi Khilli udha lenge Hum na akele hain Apni yeh saazish mein Shaamil hai saara jahaan…
Jebon mein bhare gulcharrey Rayeesi kare gulcharrey Show sha se bhare gulcharrey Tedi se udde gulcharrey Udde gulcharrey…
Kal ki hum abhi soche kyun Jeene ko yeh pal kaafi hai Jo din hai hum ne dekha nahi Uspe hum kyun bharosa karein
Sabhi ko chhodo, sab chutki main milta hai Noodle ke jaise, sab minton mein pakta hai Dam bhar ki khushiyan hain Pal bhar mein milti hain Maang ke dekho zara…
Jebon mein bhare gulcharrey Rayeesi kare gulcharrey Show sha se bhare gulcharrey Tadi se udde gulcharrey Udde gulcharrey…