Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida
O Koi keh do taaron ko itna na jhukein Suraj mombati ban meri raaton mein jale Har manzil par sabri se dastak hai kare Lakeerein haathon ki meri marzi pe mudein
Kora kaagaz diya hai, haathon mein mere Main likh jaaoon jo bhi waise din honge mere Yaar langotiya hai yeh, khuda bhi jo mera Karta hai hamesha, jo bhi mann mein ho mere
Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida
Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida
Mere hi ishaaron pe hi hote hain savere Mere ghar ki chhat pe hi toh leta chanda phere Mere hi ishaaron pe hi hote hain savere Mere ghar ki chhat pe hi toh leta chanda phere
Khwaahishon ki dukaan pe, mera khaata hai chalta ji Kismat ka bhi toh chonga, mere naap se katta, banta hai ji Oon ke gole jaisi, raahein khulti aisi mere pairon ke tale
Meri manzil hogi agar, saare jahaan se behtar Khud se aake woh toh mere peechhe daude chale
Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida
Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida
Mujhse jo hain bhale woh karte sau paintare jo Lagta nahi unse darr mujhko
Roko chakke ki jaam se Main to bhai kood phaand ke Kar doonga aage yaar main khud ko
Daanon ke pench leke Barah rasson se kheench ke Kar doonga jeet ke main purze
Mujhko zameen pe baandho Kar lo door aasmaan ko Main toh phir udd jaaoon phurr se
Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida
Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye jigida, jigida Aye aye jigida, jigida