Aish kar aish kar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Sharma. This song was released on 25 Mar 2011.
Iss tarha se hu main khili ki
Aashiq ho gaya har koi
Mere husan ke chrche hai
Ab har sahar aur har gali
Oo rabba hasi dil mein tu
Basi kahata hai ab har koi
Pyar to jata haath to laga
Husan pe mere chad ja bali
Aaja pyar kar le tu
Iss husan ki mahfil main
Aaja yaar bhar le
U iss aag ko ab dil mein
Aaja bahoo mein..
Hat hat


Janu meri jaa mere mhama
Pyar me mere ho kurba
Bhulu saare gham mai hu tere sang
Iss pal ka tu le le maja
Aish kar aish kar aish kar
Jawani ko tu kash kar
Janu meri jaa mere mhama
Pyar me mere ho kurba
Mashaa alla ishq me kho gaye hum


Mujhse roj tu aake mein
Jara ho ja mera ho rahi
Tuta dil agar sun le
Bekhabar main dawa hu le aayi
Chhod ye haya chhod
Ye sharam kar na koi gam shadai
Roj tu naya yu shor
Macha main hu teri shanayi
Aaja dub ja tu iss
Pyar ki kashti mein
Aur bhul ja tu sab iss
Raat ki masti mein
Aaja bahoo mein..
Hat hat


Garam garam saase
Meri aaja kar ja harjayi
Shram waram kar na
Koi aaja mere oo maahi
Aish kar aish kar aish kar
Jawani ko tu kash kar
Janu meri jaa mere mhama
Pyar mein mere ho kurba
Dheere dheere hum hole hole
Hum ishq mein aise kho jayege
Chae jaisa ho tu mere sang
Jahar bhi yaara pi jayege
Janu meri jaa mere mhama
Pyar mein mere ho kurba
Bhulu saare gam mai hu tere sang
Iss pal ka tu le le maja
Aish kar aish kar aish kar
Jawani ko tu kash kar
Janu meri jaa mere mhama
Pyar mein mere ho kurba
Mashaa alla ishq me kho gaye hum.