LyricsTashan

Mujhe Teri Aankhon Ki Lyrics - Paathshaala | Shahid Kapoor | Saurabh Shukla | Nana Patekar | Akansha Lama | Hanif Shaikh

in Movies

Watch the Video

Song Information

Mujhe teri aankhon ki song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ahmed Khan, Shaira Khan. This song was released on 16 Apr 2010.

Lyrics

Mujhe teri aankhon ki
Gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki
Jannat mein khone de
Tere bina yeh jeewan
Jaise suna sapna
Tere bina tujhko har pal
Dhundhee yeh dil mera


Mujhe teri aankhon ki
Gehrai mein doobne de


Na na nahi jana pyaar kya
Nahi jana hota hai yeh intezaar kya
Teri aankhon ne sab kuch kaha
Kyun na kahe teri zubaan


Mana mana mene pyaar hai
Kaisa chaya dekho
Mujhpe khumaar hai
Mere sang zameen
Aur aasmaan
Phir kyun hai khoyi
Meri har dishaa


Mujhe teri aankhon ki
Gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki
Jannat mein khone de


Tere bina tere bina
Har pal suna sa
Ek tujhse hi banta mere
Jahan pyaara pyaara
De do na mujhko
Woh har khushi


Haan kehta hai
Mujhse yeh dil mera
Mujhe teri aankhon ki
Gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki
Jannat mein khone de


Aaa aaa aaaaa aaaa
Aaa aaa aaaaa aaaa
Aa aa aa aa aaa
Aa aa aa aa aaa


Har zarei mein har jagah mein
Mahsus karti hoon mein
Ek tujhko hi haan tujhko hi
Mehfooj rakhti hoon mein
Khayalon mein dil mein
Meri saanson mein
Gungunati hoon
Tujhko har baat mein


Mujhe teri aankhon ki
Gehrai mein doobne de
Mujhe teri baahon ki
Jannat mein khone de
Nan na na na nan
Naan aaan nanan
Nan nan anana aan aaa aa
Nan na na na
Nan naan aaan nanan.

Related Songs

More songs from Paathshaala (2010)
More songs of Shahid Kapoor
More songs of Saurabh Shukla
More songs of Nana Patekar
More songs of Akansha Lama
More songs of Hanif Shaikh