Ae mere dil tu rona nahin song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rani Kapila. This song was released on 01 Mar 1985.
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin
Na koi humdam hain
Sabhi beraham
Na koi humdam hain
Sabhi beraham
Koi kare bhi to kya
Koi kare bhi to kya
Dil dil hi  to hai
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin


Tu jo mile to jivan mehaka
Jeene ka din aaya
Murjhaya sa man ka kamal bhi
Jhum utha khil aaya
Ab na ho aarzu na koi zusatzu
Ab na ho aarzu na koi zusatzu
Ab na ho aarzu na koi zusatzu
Koi kare bhi to kya
Koi kare bhi to kya
Din din hi to hain
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin


Tanhayi hai khamoshi hain
Suni suni hi rahe
Zahrili si lagti duniya
Ghayal meri nigahe
Kaise kya main kahu
Kab tak gham ye sahu
Kaise kya main kahu
Kab tak gham ye sahu
Koi kare bhi to kya
Koi kare bhi to kya
Gham gham hi to hain
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin


Tumko bhulakar rah sakti hu
Dil ko kaha le jau
Maut hi mujhko samjhaye
Ya main usko samjhau
Marne jeene ka hain yahi faisla
Marne jeene ka hain yahi faisla
Koi kare bhi to kya
Koi kare bhi to
Kya jaa jaa hi to hai
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin
Aye mere gham
Gham tu rona nahin
Tera yaha koi nahin
Na koi humdam hain
Sabhi beraham
Na koi humdam hain
Sabhi beraham
Koi kare bhi to kya
Koi kare bhi to kya
Dil dil hi  to hain
Dil dil hi  to hain
Dil dil hi  to hain
Dil dil hi  to hain.