Kabhi hoti nahin hain song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rani Kapila. This song was released on 01 Mar 1985.
Kabhi hoti nahin hai jiski haar
Woh hain pyaar wo toh hain pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar
Woh hain pyaar wo toh hain pyaar
Koi kabhi khona paaye lautake loat aaye
Yeh woh duaan hain pyaar
Woh hain yeh pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar
Woh hain pyaar wo toh hain pyaar
Wo toh hain pyaar


Jeevan naya humko tumne diya
Taqdeer se nahin hai ab geela
Taqdeer se nahin hai ab geela
Jeevan naya humko tumne diya
Taqdeer se nahin hai ab geela
Hain dard kya hum samajhne lage
Humdard tum saa hamein jo milaa
Humein jo mila
Andheron mein roshani hain
Virano mein zindagi hain
Maane khuda hain pyaar
Wo toh hain pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar
Woh hain pyaar wo toh hain pyaar
Wo toh hain pyaar


Nafrat se bhi tum mohabbat karo
Pehla sabak humne tum se liya tum se liya
Nafrat se bhi tum mohabbat karo
Pehla sabak humne tum se liya
Zameen aasmaan aaj mil hi gaye
Mushkil ko mumkin bana hi diya
Bana hi diya
Koi yahaan aisa kahaan
Jeeta le jo saara jahaan
Yeh woh adaa hain pyaar
Wo toh hain pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar
Woh hain pyaar wo toh hain pyaar
Wo toh hain pyaar


Koi kabhi khona paaye lautake loat aaye
Yeh woh duaan hain pyaar
Woh hain yeh pyaar
Woh hain yeh pyaar.