Aankhein hamari ho song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Aravind Sen. This song was released on 31 Dec 1963.
Aaa haaa
Aaa haaa
Aa haaaa aaa haa
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon
Duniya mein jab tak
Chaand sitaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon
Duniya mein jab tak
Chaand sitaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon


Laakh zamaane ke
Mausam badlen
Na tum badlo
Na hum badlen
Aaa
Aaaa
Aaaaaa
Laakh zamaane ke
Mausam badlen
Na tum badlo
Na hum badlen
Na hum badlen
Ik doosre ke hum
Saath sahaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon
Duniya mein jab tak
Chaand sitaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon


Pyaar bharaa ye
Jaadoo na tootey
Koi hamaare
Khwaab na lootey
Aaaa
Aaaa
Aaaa
Aaaa
Pyaar bharaa ye
Jaadoo na tootey
Koi hamaare
Khwaab na lootey
Khwaab na lootey
Sab kuchh duniyaa kaa
Khwaab hamaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon
Duniya mein jab tak
Chaand sitaare hon
Aankhen hamaari hon
Sapne tumhaare hon.