Aaja zara mere dil song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deep, Pradeep. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaja zara
Aaja zara mere dil
ke sahare dilaruba
Tere liye mere dil mein
Teri yaad hai jawan
Aaja zara
Aaja zara mere dil
ke sahare dilaruba
Tere liye mere dil mein
Teri yaad hai jawan


Are ja ja ja dekh li
maine sheki teri
Na sata ja ja abb na
Chalegi yaha chale teri
Are ja ja ja dekh
li maine sheki teri
Na sata ja ja abb na
Chalegi yaha chale teri
Aai hi hi o ho ho ho
Tu ne na jana
main hu deewana
Dil mein chhupi hain
muhabbat teri
Kuchh nahi yaha Aaja zara
Aaja zara mere dil
ke sahare dilaruba
Tere liye mere dil mein
Teri yaad hai jawan


Ari aa aa aa maan le o
Gori kehna mera
Na jala aa aa achchha
Nahi dur rehna tera
Ari aa aa aa maan le o
Gori kehna mera
Na jala aa aa achchha
Nahi dur rehna tera
Pahle akadana
phir panv padana
Duniya mein mardo
ki aadat buri
Jayegi kaha Aaja zara
Na na aaja zara
Un hu aaja zara
Aaja zara.