Halke halke chalo saanware song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Halke halke chalo saanwre
Pyaar ki mast hawaaon mein
Dil ko ye dar hai
Pahlaa safar hai
In albeli raahon mein
Halke halke chalo saanwre


Halke halke chalaa naa jaaye
Pyaar ki mast hawaaon mein
Jab tak hai dam
Chalo chalen ham
Daal ke baanhen baanhon mein


Badhne lagi dil ki dhadkan
Dol rahaa kyun meraa tan man,
Haay meraa tan man
Badhne lagi dil ki dhadkan
Dol rahaa kyun meraa tan man,
Haay meraa tan man
Tu hi bataa
Chain kahaan jab laagi lagan
Dil bhi hai teraa,
Jaan bhi hai teri
Jab se basi ho nigaahon mein
Dil bhi hai teraa,
Jaan bhi hai teri
Jab se basi ho nigaahon mein
Halke halke chalo saanwre


Tu manzil main raahi teraa
Tere binaa kyaa jeenaa meraa,
Kyaa jeenaa meraa
Tu manzil main raahi teraa
Tere binaa kyaa jeenaa meraa,
Kyaa jeenaa meraa
Toote kabhi naa chhoote kabhi
Ye saath piyaa
Pyaar ki qasam,
Sang rahenge ham
Neel gagan ki chhaanv mein
Pyaar ki qasam,
Sang rahenge ham
Neel gagan ki chhaanv mein
Halke halke chalo saanwre
Pyaar ki mast hawaaon mein
Dil ko ye dar hai
Pahlaa safar hai
In albeli raahon mein


Halke halke chalaa naa jaaye
Pyaar ki mast hawaaon mein
Jab tak hai dam
Chalo chalen ham
Daal ke baanhen baanhon mein
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm.