Aaj Mohe Saajan Ghar Jaana Lyrics - Surendra | Rafiq Ghazanavi | Jr Khurshid | Khursheed Bano

1947

Lyrics

Aaj mohe
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai
Aaj mohe
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana,
Piya ke ghar jaana hai

Hiraday mein sajan ki aas hai
Nainon mein darashan ki pyas hai
Hiraday mein sajan ki aas hai
Nainon mein darashan ki pyas hai
Dono ki pyas hai bujhana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai

Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai.