Dil lagaane mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ranjit. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Is zamane mein
Is zamane mein jab wafa hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi


Dil jalo ka wo hal kya jaane
Dil jalo ka wo hal kya jaane
Jiska dil khud kabhi jala hi nahi
Jiska dil khud kabhi jala hi nahi
Is zamane mein
Is zamane mein jab wafa hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi


Kyu meetane ko aandhiya uthi
Kyu meetane ko aandhiya uthi
Aashiyana abhi bana hi nahi
Aashiyana abhi bana hi nahi
Is zamane mein
Is zamane mein jab wafa hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi


Fasle gul aayi bhi chali bhi gayi
Fasle gul aayi bhi chali bhi gayi
Gumcha yeh aarzoo khila hi nahi
Gumcha yeh aarzoo khila hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi.