LyricsTashan

Hari Ke Gun Gaoon Main Lyrics - Shaadi | Khurshid | Motilal | Madhuri | Khursheed Bano

in Movies

Watch the Video

Song Information

Hari ke gun gaoon main song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Hari ke gun gaoon main
Gaoon main
Prabhu ke gun gaoon main
Gaoon main
Man ki aasha aur parasha
Jab mori vipata aan pade
Man ki aasha aur parasha
Jab mori vipata aan pade
Dagmag dole mori naiya
Dagmag dole mori naiya
Aap hari bana khewaiya
Bal bal jau main gaoon main
Bal bal jau main gaoon main
Prabhu ke gun hari ke gun
Prabhu ke gun gaoon main
Gaoon main
Hari ke gun gaoon main
Gaoon main


Kisko man ki baat sunau
Kiske dol prabhu mein jau
Kisko man ki baat sunau
Kiske dol prabhu mein jau
Pal mein maro pal mein taro
Pal mein maro pal mein taro
Aap bigado aap sawaro
Aap bigado aap sawaro
Kis vidh jau main gaoon main
Kis vidh jau main gaoon main
Prabhu ke gun hari ke gun
Prabhu ke gun gaoon main
Gaoon main
Hari ke gun gaoon main
Gaoon main.

Related Songs

More songs from Shaadi (1941)
More songs of Khurshid
More songs of Motilal
More songs of Madhuri
More songs of Khursheed Bano