Mohabbat Mein Saara Jahan Lyrics - Khursheed | Sheikh Mukhtar | Agha | Khursheed Bano

1944

Lyrics

Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai

Waha roshni dekhne ko hai duniya
Waha roshni dekhne ko hai duniya
Hamara yaha ashiya jal raha hai
Hamara yaha ashiya jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai

Jigar fuk raha hai nikalte hai aansoo
Jigar fuk raha hai nikalte hai aansoo
Barasta hai pani makan jal raha hai
Barasta hai pani makan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai.