Aag lagi tan man song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aag lagi tan man mein
Dil ko pada thamna
Ram jane kab hoga
Saiya ji ka samna
Aag lagi tan man mein
Dil ko pada thamna
Ram jane kab hoga
Saiya ji ka samna


Suni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Zara lijiyo khabariya
Din tadpe jaise bina
Jal ki machaiya
Zara lijiyo khabariya
Suni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Din tadpe jaise bina
Jal ki machaiya
Zara lijiyo khabariya
Aan pade mushkil
To aaye koi kaam na
Ram jane kab hoga
Saiya ji ka samna


Sajan ki yaad mujhe
Pal pal sataye
Mujhe pal pal sataye
Dekho naina bhar aaye
Tan ka singar mere
Man ko na bhaye
Dekho naina bhar aaye
Sajan ki yaad mujhe
Pal pal sataye
Mujhe pal pal sataye
Tan ka singar mere
Man ko na bhaye
Dekho naina bhar aaye
Pyar mera ho jaye
Kahi badnam na
Ram jane kab hoga
Saiya ji ka samna


Lagi na chute karu
Koi bahana
Karu koi bahana
Aaya nazuk zamana
Dil mera bana piya
Tera nishana
Aaya nazuk zamana
Lagi na chute karu
Koi bahana
Karu koi bahana
Aaya nazuk zamana
Dil mera bana piya
Tera nishana
Aaya nazuk zamana
Hoye ulfat ka ram kare
Bura anzam na
Ram jane kab hoga
Saiya ji ka samna.

More songs from Rangbhoomi (1946)