Aa ri nindiya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa ra ra ro
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa ra ra ro
Aa ri nindiya ki pari
Meri gudiya ko sula
Chand ke palne mein
Tu meri maina ko jhula
Aa ri nindiya ki pari
Meri gudiya ko sula
Chand ke palne mein
Meri maina ko jhula
Aa ri nindiya ki pari


Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa ra ra ro
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa ra ra ro
Godi meri palna tera
Dil bhi tera bichhona
Godi meri palna tera
Dil bhi tera bichhona
Tu jo bolo ladu gagan se
Taro ka hasta khilona
Teri suratiya itni saloni
Mausam jaise salona
Aa ri nindiya ki pari
Meri gudiya ko sula
Aa ri nindiya ki pari
Chand ke palne mein
Tu meri maina ko jhula
Aa ri nindiya ki pari


Pyar liye palko tale
Dhire dhire aana
Pyar liye palko tale
Dhire dhire aana
Dil ki kali jage nahi
Mitthe sur me gana
Aankho mein tu ghul mil jana
Pyar sapne lana
Aa ri nindiya ki pari
Meri gudiya ko sula
Aa ri nindiya ki pari
Chand ke palne mein
Tu meri maina ko jhula
Aa ri nindiya ki pari
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa ra ra ro
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa ra ra ro


Aas kiran dil ki lagan
Naino ka ujiyara
Aas kiran dil ki lagan
Naino ka ujiyara
Chanda dake tujhko take
Aisa mukhda pyara
Sab kuch tu hi raaz dulari
Tujh par jivan wara
Aa ri nindiya ki pari
Meri gudiya ko sula
Aa ri nindiya ki pari
Chand ke palne mein
Tu meri maina ko jhula
Aa ri nindiya ki pari.