LyricsTashan

Zulm Bhi Karte Hai Lyrics - Mera Ghar Mere Bachche | Sohrab Modi | Sulochana | Nana Palsikar | Mohammed Rafi | Suman Kalyanpur

in Movies

Watch the Video

Song Information

Zulm bhi karte hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Zulm bhi karte hai
Zulm bhi karte hai aur kehte hai
Fariyad na kar
Ek bulbul pe sitam
O mere saiyad na kar
Ek bulbul pe sitam


Main hu tera meri
Ummid ko nasad na kar
Meri ulfat ko samajh le
Meri ulfat ko samajh le
Mujhe barbad na kar
Meri ulfat ko samajh le


Kuch na pucho bade
Zalim hai zamane wale
Dil kahi aankh kahi
Ja ke milane wale
Dil kahi aankh kahi
Ja ke milane wale
Ab koi yaad bhi aaye to
Use yaad na kar
Ek bulbul pe sitam
O mere saiyad na kar
Ek bulbul pe sitam


Sab to zalim nahi hote
Hai zamane wale
Sab to zalim nahi hote
Hai zamane wale
Ishq mein jaan bhi
Dete hai nibhane wale
Ishq mein jaan bhi
Dete hai nibhane wale
Haye re betat na kar
Meri ulfat ko samjhle
Mujhe barbad na kar
Meri ulfat ko samjh le


Pyar sach hai to hume
Koi shikayat hi nahi
Pyar sach hai to hume
Koi shikayat hi nahi
Yeh na samajho ke hume
Tumse mohabbt hi nahi
Yeh na samajho ke hume
Tumse mohabbt hi nahi
Pyar se dil mein sama
Dil ki fariyad na kar
Pyar se dil mein sama.

Related Songs

More songs from Mera Ghar Mere Bachche (1960)
More songs of Sohrab Modi
More songs of Sulochana
More songs of Nana Palsikar
More songs of Mohammed Rafi
More songs of Suman Kalyanpur