Mud Mud Ke Lyrics - Mera Ghar Mere Bachche | Sohrab Modi | Sulochana | Nana Palsikar | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mud mud ke song is from Mera Ghar Mere Bachche (1960) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Sohrab Modi, Sulochana, Nana Palsikar, Naaz in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Sardar Malik. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Mud mud ke har koi dekhe
Mal mein kuch to baat hai
Paise do aur mal uthao
Sauda hatho hath hai
Le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane
Ha le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane
Yeh tangali jiye babu
Murade dil ki bhar aaye
Koi ganja kare sar mein to
Uske bal aa jaye
Mera surma agar aise ji
Andha lagayega
To andhe ko andhere mein
Bahut kuch sujh jayega
Surma kya hai jadumantar
Aapke muh mein ghi shakkar
Jo bhi chaho le lo sai
Paise ki sab baat hai
Paise do aur mal uthao
Sauda hatho hath hai
Le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane
Ha le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane
Hamare desh ke har mal pe
Duniya hai deewani
Videsi mal par mare
Sharam ke phir gaya pani
Lagate hai nazar hum tak
Yeh chini aur japani
Chali aati hai lene mal
Englishtan ki nani
Englishtan ki nani
Landon wale lakh jale par
Upar wala sath hai
Paise do aur mal uthao
Sauda hatho hath hai
Le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane
Ha le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane
Le lo ji le lo panch panch aane
Aayenge phir na aise zamane.