Kamal Hai Mere Samne Lyrics - Shakuntala | Nana Palsikar | Jay Shree T | Chandra Mohan | Jayashree
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kamal hai mere samne song is from Shakuntala (1943) and it is sung by Jayashree.It stars Nana Palsikar, Jay Shree T, Chandra Mohan, Ameena in leading roles. This song is penned by Deewan Sharar and composed by Vasant Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Kamal hai mere samne
Kamal hai mere samne
Kamal hai mere haath
Kamal hai mere haath
Mann kamal mein piya biraje
Phir kya likhu naam
Mann kamal mein piya biraje
Phir kya likhu naam
Nahi sujhe kal to ka
Na hi mujhe bol
Nahi sujhe kal to ka
Na hi mujhe bol
Prem kamal ke komal danthal
Tuhi hi mukhda khol
Prem kamal ke komal danthal
Tuhi hi mukhda khol
Aao mujhe tum daras dikhao
Daras dikhao
Ashaye hai din raat
Padh na sako jo pati meri
Padh na sako jo pati meri
Bejhu ye naina saath
Bajhe ye naina saath aao aao
Kamal hai mere samne
Kamal hai mere haath
Mann kamal mein piya biraje
Phir kya likhu naam.